Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Un Khawind-Biwi Par Reham Kare Jo

 ALLAH Un Khawind-Biwi Par Reham Kare Jo


RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ALLAH TA'ALA us shakhs par reham kare, jo raat mein bedar Huwa, aur namaz padhi, aur apni biwi ko bhi jagaya, usne namaz padhi, agar na uthi to usme chehre pe pani Chidhka, ALLAH TA'ALA us aurat par reham kare, jo raat mein bedar hui, phir usne namaz padhi aur apne shohar ko jagaya, usne bhi namaz padhi agar na utha to us ke munh par pani chidhka . 


It was narrated that Abu Hurairah said:“The Messenger of Allah (ﷺ) said: ‘May ALLAH have mercy on a man who gets up at night and prays, and wakes his wife, and she prays; and if she refuses he sprinkles water in her face. And May ALLAH have mercy on a woman who gets up at night and prays, and wakes her husband and he prays; and if he refuses, she sprinkles water in his face.’” 

Ibne maza 1336 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare