Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega Hadis In Arabic

حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ سِنَانٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا فُلَيْحٌ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا هِلَالُ بْنُ عَلِيٍّ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَطَاءِ بْنِ يَسَارٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ ""كُلُّ أُمَّتِي يَدْخُلُونَ الْجَنَّةَ إِلَّا مَنْ أَبَى، ‏‏‏‏‏‏قَالُوا:‏‏‏‏ يَا رَسُولَ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏وَمَنْ يَأْبَى؟، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ مَنْ أَطَاعَنِي دَخَلَ الْجَنَّةَ، ‏‏‏‏‏‏وَمَنْ عَصَانِي فَقَدْ أَبَى"

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega Hadis In Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”ساری امت جنت میں جائے گی سوائے ان کے جنہوں نے انکار کیا۔“ صحابہ نے عرض کیا: یا رسول اللہ! انکار کون کرے گا؟ فرمایا ”جو میری اطاعت کرے گا وہ جنت میں داخل ہو گا اور جو میری نافرمانی کرے گا اس نے انکار کیا۔"

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya ”Saari ummat jannat mein jayegi siwaye un ke jinhone inkaar kya. “ sahaba ne arz kya : ya RASULULLAH ! inkaar kon karega? farmaya ”jo meri itaat karega woh jannat mein daakhil ho ga aur jo meri nafarmani kare ga us ne inkaar kya. “

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega Hadis In English

Narrated Abu Huraira: Allah's Apostle said,   All my followers will enter Paradise except those who refuse.   They said,   O Allah's Apostle! Who will refuse?   He said,   Whoever obeys me will enter Paradise, and whoever disobeys me is the one who refuses (to enter it)

Jo RASULULLAH ﷺ Ki Itat Karega Jannat Me Jayega Hadis In Hindi

रसूल ﷺ ने फ़रमाया: सारी उम्मत जन्नत में जाएगी सिवाए उनके जिन्हों ने इन्कार किया। सहाबा र•अ ने अर्ज़ किया: या रसूल अल्लाह! इन्कार कौन करेगा? फ़रमाया जो मेरी इताअत करेगा वो जन्नत में दाख़िल होगा और जो मेरी ना-फ़रमानी करेगा उसने इन्कार किया।

Wazahat: yaani har wo amal deen mein barbaad hone wala hai jo rasool Allah ﷺ ke mutabik naa ho jaisa ke Allah swt ne Quran mein farmaya, Ae imaan walon! Allah ki ita’at karo aur rasool ka kaha mano aur apnay amaal ko barbaad na karo [Quran 47:33]. ek Dusre moqam par farmaya Yaqeenan tumharay liye rasool Allah mein umdah namoona ( mojood ) hai her uss shaks kay liye jo Allah Taalaa ki aur qayamat kay din ki tawakka rakhta hai aur ba-kasrat Allah Taalaa ki yaad karta hai. [Quran 33:21]
yani tumahre har muamle mein aur zindagi ke tamam masle mein aap ﷺ ke hukm aur faisle harf aakhir ki hesiyat rakhte hain jinhe na challenge kiya ja sakta hai aur nah hi radd kiya jaa sakta hai kyun ke is qaeenat arzi mein nabi kareem ﷺ ki zaat ki tarha koi zaat nahi ho chunanche aap ﷺ ki har baat aur faisle ko dil o jaan se qubool karna hi momin hone ki alamat hai. Nabi kareem ﷺ ne farmaya: jis chiz ka mai tumhe hukm du usse takat bhar (amal) karo aur jis chiz se tumhe mai rok du ruk jao. [ibne majah: 2]

Bukhari sharif: jild-9, kitab Al-Atasam bil-kital wal-sunnah 96, hadith no. 7280

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare