Bukhar Ko Bura Na Kaho
Bukhar Ko Bura Na Kaho Hadis In Arabic
حَدَّثَنِي عُبَيْدُ اللَّهِ بْنُ عُمَرَ الْقَوَارِيرِيُّ حَدَّثَنَا يَزِيدُ بْنُ زُرَيْعٍ حَدَّثَنَا الْحَجَّاجُ الصَّوَّافُ حَدَّثَنِي أَبُو الزُّبَيْرِ حَدَّثَنَا جَابِرُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ دَخَلَ عَلَى أُمِّ السَّائِبِ أَوْ أُمِّ الْمُسَيَّبِ فَقَالَ مَا لَكِ يَا أُمَّ السَّائِبِ أَوْ يَا أُمَّ الْمُسَيَّبِ تُزَفْزِفِينَ قَالَتْ الْحُمَّى لَا بَارَكَ اللَّهُ فِيهَا فَقَالَ لَا تَسُبِّي الْحُمَّى فَإِنَّهَا تُذْهِبُ خَطَايَا بَنِي آدَمَ كَمَا يُذْهِبُ الْكِيرُ خَبَثَ الْحَدِيدِ
Bukhar Ko Bura Na Kaho Hadis In Urdu
ابوزبیر نے کہا : ہمیں حضرت جابر بن عبداللہ رضی اللہ عنہما نے حدیث بیان کی کہ رسول اللہ ﷺ ( ایک انصاری خاتون ) حضرت ام سائب یا حضرت ام مسیب رضی اللہ عنہا کے ہاں تشریف لے گئے ، آپ نے فرمایا :’’ ام سائب یا ( فرمایا : ) ام مسیب ! تمہیں کیا ہوا ؟ کیا تم شدت سے کانپ رہی ہو ؟‘‘ انہوں نے کہا : بخار ہے ، اللہ تعالیٰ اس میں برکت نہ دے ! آپ نے فرمایا :’’ بخار کو برا نہ کہو ، کیونکہ یہ آدم کی اولاد کے گناہوں کو اس طرح دور کرتا ہے جس طرح بھٹی لوہے کے زنگ کو دور کرتی ہے ۔‘‘
Bukhar Ko Bura Na Kaho Hadis In Roman English
Hazrat jabir bin abdullah razi Allah anhuma ne hadees bayan kiya ke rasool Allah ﷺ ( ek ansari khatoon ) hazrat umm Sa'ib ya hazrat umm Musayyeb razi Allah anha ke yaha tashreef le gaye, aap ﷺ ne farmaya : umm sa'ib ya ( farmaya: ) umm Musayyeb! tumhe kya hua? kya tum shiddat se kaanp rahi ho? unho ne kaha: bukhaar hai, ALLAH TA'ALA is mein barkat naa de! aap ﷺ ne farmaya: bukhaar ko bura naa kaho, kyun ke yeh aadam ki aolaad ke gunaho ko is tarah duur karta hai jis tarah Bhatti lohay ke zang ko duur karti hai.
Bukhar Ko Bura Na Kaho Hadis In English
Jabir b. Abdullah reported that Allah's Messenger ﷺ visited Umm Sa'ib or Umm Musayyib and said: Umm Sa'ib or Umm Musayyib. why is it that you are shivering? She said: It is fever and may it not be blessed by ALLAH, whereupon he ﷺ said: Don't curse fever for it expiates the sin of the children of Adam just as furnace removes the alloy of iron.
Bukhar Ko Bura Na Kaho Hadis In Hindi
अबू-ज़ुबैर ने कहा: हमें हज़रत जाबिर-बिन-अब्दुल्लाह (रज़ि०) ने हदीस बयान की कि रसूलुल्लाह (सल्ल०) (एक अंसारी औरत) हज़रत उम्मे-साइब या उम्मे-मुसय्यब (रज़ि०) के यहाँ तशरीफ़ ले गए, आपने फ़रमाया: उम्मे-साइब या (फ़रमाया:) उम्में-मुसय्यब! तुम्हें क्या हुआ? क्या तुम शिद्दत से काँप रही हो? उन्होंने कहा: बुख़ार है, अल्लाह इसमें बरकत न दे! आपने फ़रमाया: बुख़ार को बुरा न कहो, क्योंकि ये आदम की औलाद के गुनाहों को इस तरह दूर करता है जिस तरह भट्टी लोहे के ज़ंग को दूर करती है।
Wazahat: ALLAH ke elawa naa koi Shifa de sakta hai aur naa hi koi takleef pohchane wala hai jab tak ALLAH ka hukm nah ho. Aur isi tarah insaan ki bemari kabhi jald khatam ho jati hai kabhi der tak rehti hai. Aur kabhi mamuli bemari bhi jaan lewa saabit ho jati hai. Lekin jo kuch bhi hota ALLAH rabbul izzat ki Raza se hota hai kyun ke woh aalim ul ghaib hai is ka koi amal bhi hikmat se khaali nahi.
kyun ke yeh bemari kisi waqt to ALLAH ki taraf se azmaish hoti hai aur kabhi gunaho ki maafi ka mojab banti hai. Lekin har bemari ko dekh kar insaan ye naa samajh le ke woh gunah gaar hai jis ki wajah se bemari mein mubtela kiya gaya hai, ho sakta hai ke yeh bemari us ke liye azmaish ho aur ho sakta hai is ke darjaat buland karne ke liye ho, us ki hikmat beshak ALLAH hi jaanta hai. umm ul momineen Sayeda Aisha razi Allah taala anha jis ke sath khair o bhalai karna chahta hai usay bemari ki takaleef aur deegar musibaton mein mubtela kar deta hai. Sadiqa razi Allah anha bayan farmaati hain: ke jab ALLAH ke rasool ﷺ sakht bukhar mein mubtela hue to mera yeh nazariya hi badal gaya ke insaan ki bemari ka sabab gunah hi nahi hotay hain, balkay bemari qader o manzilat aur darjaat ki bulandi ka sabab bhi ho sakti hai.
Yeh Bhi Padhe:
Comments
Post a Comment