Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain
Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain Hadis In Arabic
حَدَّثَنَا هَنَّادٌ، حَدَّثَنَا عَبْدَةُ، عَنْ هِشَامِ بْنِ عُرْوَةَ، عَنْ مُوسَى بْنِ عُقْبَةَ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عَمْرٍو الْأَوْدِيِّ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ مَسْعُودٍ، قَالَ: قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ: أَلَا أُخْبِرُكُمْ بِمَنْ يَحْرُمُ عَلَى النَّارِ ؟ أَوْ بِمَنْ تَحْرُمُ عَلَيْهِ النَّارُ ؟ عَلَى كُلِّ قَرِيبٍ هَيِّنٍ سَهْلٍ ، قَالَ أَبُو عِيسَى: هَذَا حَدِيثٌ حَسَنٌ غَرِيبٌ.
Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain Hadis In Urdu
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”کیا میں تمہیں ایسے لوگوں کی خبر نہ دوں جو جہنم کی آگ پر یا جہنم کی آگ ان پر حرام ہے؟ جہنم کی آگ لوگوں کے قریب رہنے والے، آسانی کرنے والے، اور نرم اخلاق والے پر حرام ہے“ ۱؎۔
Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain Hadis In Roman English
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: kya main tumhe aise logo ki khabar naa du jo jahannum ki aag par ya jahannum ki aag un par haram hai? jahannum ki aag logon ke qareeb rehne walay, aasani karne walay, aur naram Akhlaq walay par haraam hai.
Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain Hadis In English
The Prophet ﷺ said: Shall I not inform you of whom the Fire is unlawful and he is unlawful for the Fire? Every person who is near(to people), amicable, and easy(to deal with).
Kis Musalman Par Dozakh Ki Aag Haram Hain Hadis In Hindi
अब्दुल्लाह-बिन-मसऊद (रज़ि०) कहते हैं कि रसूलुल्लाह (सल्ल०) ने फ़रमाया: क्या मैं तुम्हें ऐसे लोगों की ख़बर न दूँ जो जहन्नम की आग पर या जहन्नम की आग उनपर हराम है? जहन्नम की आग लोगों के क़रीब रहनेवाले, आसानी करनेवाले और नर्म अख़लाक़वाले पर हराम है।इमाम तिरमिज़ी कहते हैं: ये हदीस हसन ग़रीब है।
Wazahat:yani jo apne husn akhlaq aur husn muamley se logo ke dilon mein aur duniyawi muamlat mein dusron ke saath asani, narmi, tawaze, aur khush khalaq tarz apnane wala hai, iske liye jahannum ki aag haraam hai. Ek hadees mein Nabi kareem ﷺ ne farmaya: qayamat ke din bande ke mizaan (tarazu) mein sab se bhari chiz husn akhlaq hoga.
Tirmidhi 2488, Hasan Garib
Yeh Bhi Padhe
Comments
Post a Comment