Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis

Kya Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis In Arabic

 النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ ، قَالَ : لَا عَدْوَى وَلَا طِيَرَةَ وَلَا هَامَةَ وَلَا صَفَرَ .

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis In Urdu

نبی کریم ﷺ نے فرمایا ” چھوت لگ جانا بدشگونی یا الو یا صفر کی نحوست یہ کوئی چیز نہیں ہے ۔“

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmya chhut lag jana (yani kisi ke chune se beemari phailna), badshaguni hona ya ullu ka bolna ( Yani ullu ke bolne se kuch bura hona) ya safar (ke mahine) ki Nahusat hona ye koi cheez nahi hai (Bekar ke khayalat hai)

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis In English

RASULULLAH ﷺ said There is no Adha (no contagious disease is conveyed to others without ALLAH'S permission),  Nor tiyara (bad omen) , Nor Hama (beleive that if owl speak something bad will happen) , nor Safar ( There is nothing bad in the month of safar).

Kisi Chiz Mein Nahusat Hoti Hai Hadis In English

नबी करीम (सल्ल०) ने फ़रमाया, ''छूत लग जाना बद-शगूनी या उल्लू या सफ़र की नहूसत ये कोई चीज़ नहीं है।''

Sahih Bukhari, 5757

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab