Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega

 ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega

ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega

ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega Hadis In Arabic

 حَدَّثَنَا عُمَرُ بْنُ حَفْصٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا أَبِي، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا الْأَعْمَشُ، ‏‏‏‏‏‏سَمِعْتُ أَبَا صَالِحٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ اللَّهُ تَعَالَى:‏‏‏‏ ""أَنَا عِنْدَ ظَنِّ عَبْدِي بِي، ‏‏‏‏‏‏وَأَنَا مَعَهُ إِذَا ذَكَرَنِي، ‏‏‏‏‏‏فَإِنْ ذَكَرَنِي فِي نَفْسِهِ ذَكَرْتُهُ فِي نَفْسِي، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ ذَكَرَنِي فِي مَلَإٍ ذَكَرْتُهُ فِي مَلَإٍ خَيْرٍ مِنْهُمْ، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ تَقَرَّبَ إِلَيَّ بِشِبْرٍ تَقَرَّبْتُ إِلَيْهِ ذِرَاعًا، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ تَقَرَّبَ إِلَيَّ ذِرَاعًا تَقَرَّبْتُ إِلَيْهِ بَاعًا، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ أَتَانِي يَمْشِي أَتَيْتُهُ هَرْوَلَةً"". 


ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega Hadis In Urdu

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”اللہ تعالیٰ فرماتا ہے کہ میں اپنے بندے کے گمان کے ساتھ ہوں اور جب وہ مجھے اپنے دل میں یاد کرتا ہے تو میں بھی اسے اپنے دل میں یاد کرتا ہوں اور جب وہ مجھے مجلس میں یاد کرتا ہے تو میں اسے اس سے بہتر فرشتوں کی مجلس میں اسے یاد کرتا ہوں اور اگر وہ مجھ سے ایک بالشت قریب آتا ہے تو میں اس سے ایک ہاتھ قریب ہو جاتا ہوں اور اگر وہ مجھ سے ایک ہاتھ قریب آتا ہے تو میں اس سے دو ہاتھ قریب ہو جاتا ہوں اور اگر وہ میری طرف چل کر آتا ہے تو میں اس کے پاس دوڑ کر آ جاتا ہوں۔“


ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega Hadis In Hindi

नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: "अल्लाह ताला फ़रमाता है की मैं अपने बंदे के गुमान के साथ हूँ और जब वो मुझे अपने दिल में याद करता है तो में भी उसे अपने दिल में याद करता हूँ और जब वो मुझे मजलिस में याद करता है तो मैं उसे इस से बेहतर फ़रिश्तों की मजलिस में उसे याद करता हूँ और अगर वो मुझसे एक बालिशत क़रीब आता है तो में इस से एक हाथ क़रीब हो जाता हूँ और अगर वो मुझसे एक हाथ क़रीब आता है तो में इस से दो हाथ क़रीब हो जाता हूँ और अगर वो मेरी तरफ़ चल कर आता है तो में इस के पास दौड़ कर आ जाता हूँ।


ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega Hadis In Roman English

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: "Allah taala farmata hai ke main apne bande ke gumaan ke sath hun aur jab woh mujhe apne dil mein yaad karta hai to main bhi usay apne dil mein yaad karta hun aur jab woh mujhe majlis mein yaad karta hai to main usay is se behtar firshton ki majlis mein usay yaad karta hun aur agar woh mujh se ek balisht qareeb aata hai to main is se ek haath qareeb ho jata hon aur agar woh mujh se ek haath qareeb aata hai to mein is se do haath qareeb ho jata hun aur agar woh meri taraf chal kar aata hai to main iske paas daud kar aa jata hun."


ALLAH ki Taraf Jao Woh Bhi Tumhari Taraf Ayega Hadis In English

The Messenger of Allah ﷺ said: '‘Allah says: 'I am just as My slave thinks I am, (i.e. I am able to do for him what he thinks I can do for him) and I am with him if He remembers Me. If he remembers Me in himself, I too, remember him in Myself; and if he remembers Me in a group of people, I remember him in a group that is better than they; and if he comes one span nearer to Me, I go one cubit nearer to him; and if he comes one cubit nearer to Me, I go a distance of two outstretched arms nearer to him; and if he comes to Me walking, I go to him running.' 

Sahih Bukhari: jild 9, kitab At Tawheed 97, hadith no. 7405

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab