Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat

Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat
Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat

 Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat Hadis In Arabic

عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَال: قِيْل لِلنَّبِي  صلی اللہ علیہ وسلم : يَا رَسُولَ اللهِ إِنَّ فُلَانَةَ تَقُوم اللَّيل وَتَصُوم النَّهَار، وَتفعَل، وَتصدق، وتُؤْذِي جِيرَانَهَا بِلِسَانِهَا، فَقَال رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : لَا خَيْرَ فِيْهَا هِيَ مِنْ أَهْلِ النَّار، قال: وَفُلَانَةَ تصلي المَكْتُوبَة، تُصَدِّقُ بِأَثْوَارِ (مِّنْ الْأَقِطِ) وَلَا تُؤْذِي أَحْدًا ، فَقَال رَسُولُ اللهِ  صلی اللہ علیہ وسلم : « هِيَ مِنْ أَهلِ الجَنَّة ».

Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat Hadis In Urdu

ابو ہریرہ‌رضی اللہ عنہ سے مروی ہے کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم سے پوچھا گیا اے اللہ کے رسول فلاں عورت رات کو قیام کرتی ہے اور دن کو روزہ رکھتی ہے کام بھی کرتی ہے اور صدقہ بھی کرتی ہے ، لیکن اپنی زبان سے اپنے پڑوسیوں کو تکلیف دیتی ہے۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اس میں کوئی خیر نہیں وہ دوزخی ہے ۔ اس نے کہا: اور فلاں عورت صرف فرض نمازیں پڑھتی ہےاور(پنیر)کےٹکڑے صدقہ کرتی ہے لیکن اپنی زبان سے کسی بھی شخص کو تکلیف نہیں پہنچاتی ۔ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: یہ جنتی ہے

Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat Hadis In Roman English

Abu Hurairahؓ se rivayat hai ki RASULULLAH ﷺ  ke samne ek shaksh ne ek aurat ka zikr kiya ki Ya RASULULLAH ﷺ falah aurat raat ko qayam karti hai aur din ko roza rakhti hai aur (ghar ka) kaam bhi karti hai aur sadqa bhi deti hai lekin apni zuban se padosiyo ko takleef deti hai to Aap ﷺ ne farmaya usme koi khair nahi wo dozakhi hai Aur phir us shakhs ne pucha ki falah aurat sirf farz namaze padhti hai aur (paneer ke tukde) sadqa karti hai lekin apni zuban se kisi bhi shakhs ko takleef nahi pahuchati to RASULULLAH ﷺ  ne farmaya ye jannati hai

Padosiyo Ke Sath Accha Suluq Karne Wali Aurat Hadis In English

Narrated by Abu Hurairahؓ  anhu said: A man said: O Messenger of ALLAH ﷺ, So and so (a woman) –  prayed in night and fast in the days and do (house) work as well and also give charity – but she hurt her neighbours with her tongue. He ﷺ said: She will be among the people of Hell That man again said: O Messenger of ALLAH ﷺ, So and so (another woman) prayed only obligatory prayer and she gives cheese in charity but she does not hurt her neighbors with her tongue. He ﷺ said: She will be among the people of Paradise.

Al Silsila 449, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare