Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jab Insan Faut Hota Hai Use Jannat Dozakh Dikhayi Jati Hai

Jab Insan Faut Hota Hai Use Jannat Dozakh Dikhayi Jati Hai

Jab Insan Faut Hota Hai Use Jannat Dozakh Dikhayi Jati Hai

حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ يَحْيَى قَالَ قَرَأْتُ عَلَى مَالِكٍ عَنْ نَافِعٍ عَنْ ابْنِ عُمَرَ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ إِنَّ أَحَدَكُمْ إِذَا مَاتَ عُرِضَ عَلَيْهِ مَقْعَدُهُ بِالْغَدَاةِ وَالْعَشِيِّ إِنْ كَانَ مِنْ أَهْلِ الْجَنَّةِ فَمِنْ أَهْلِ الْجَنَّةِ وَإِنْ كَانَ مِنْ أَهْلِ النَّارِ فَمِنْ أَهْلِ النَّارِ يُقَالُ هَذَا مَقْعَدُكَ حَتَّى يَبْعَثَكَ اللَّهُ إِلَيْهِ يَوْمَ الْقِيَامَةِ.


نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جب تم میں سے کوئی شخص فوت ہوتا ہے تو ہر صبح و شام اس کا اصل ٹھکانا اس کے سامنے لایا جاتاہے ۔ اگر وہ جنت والوں میں سے ہے تو اہل جنت سے اور اگر وہ دوزخ والوں میں سے ہے تو دوزخ میں سے  ( اس کا ٹھکانا اسے دکھایا جاتا ہے اور اس سے )  کہاجاتاہے  ۔ تمھارا ٹھکانا ہے ۔ یہاں تک کہ اللہ تعالیٰ قیامت کے دن تجھے زندہ کر کے اس  ( ٹھکانے ) تک لے جائے  ۔


नबी करीम ﷺ  ने फ़रमाया: जब तुम में से कोई शख़्स फ़ौत होता है तो हर सुबह और शाम उसका असल ठिकाना उसके सामने लाया जाता है। अगर वो जन्नत वालों में से है तो अहले जन्नत से और अगर वो दोज़ख़ वालों में से है तो दोज़ख़ में से (उसका ठिकाना उसे दिखाया जाता है और उस से) कहा जाता है: तुम्हारा ठिकाना है, यहां तक कि अल्लाह ताला क़यामत के दिन तुझे ज़िंदा कर के उस (ठिकाने) तक ले जाये।


Nabi kareem ﷺ ne farmaya: jab tum mein se koi shakhs fout hota hai to har subah aur shaam us ka asal thikana us ke samnay laya jata hai. Agar woh jannat walon mein se hai toh ahle jannat se aur agar woh dozakh walon mein se hai to dozakh mein se ( us ka thikana usay dekhaya jata hai aur us se ) kaha jata hai: tumahra thikana hai. Yahan tak ke Allah taala qayamat ke din tujhe zindah kar ke us ( thikane ) tak le jaye.


The Prophet ﷺ said: When any one of you dies, he is shown his seat (in the Hereafter) morning and evening; if he is amongst the inmates of Paradise (he is shown the seat) from amongst the inmates of Paradise and if he is one from amongst the denizens of Hell (he is shown the seat) from amongst the denizens of Hell, and it would be said to him: That is your seat until Allah raises you on the Day of Resurrection (and sends you to your proper seat). 


Sahih Muslim: jild 6, Kitab ul jannati wa sifati naeemiha wa ahliha 53, hadith no. 2866

●•••••••••••••~●

📱 JOIN FACEBOOK https://www.facebook.com/cahayaofislam?mibextid=ZbWKwL


💠 JOIN YOUTUBE https://youtube.com/@cahayaofislam


📲 JOIN WHATSAPP https://whatsapp.com/channel/0029VaBiOqL9RZAaf0toha2p


🌐 CHECK WEBSITE https://cahayaofislam.blogspot.com/

●•••••••••••••~●

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab