Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis Number

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis Number


Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis In Arabic

حَدَّثَنَا يَحْيَى بْنُ قَزَعَةَ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا مَالِكٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ ثَوْرِ بْنِ زَيْدٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي الْغَيْثِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ ""السَّاعِي عَلَى الْأَرْمَلَةِ وَالْمِسْكِينِ كَالْمُجَاهِدِ فِي سَبِيلِ اللَّهِ، ‏‏‏‏‏‏أَوِ الْقَائِمِ اللَّيْلَ الصَّائِمِ النَّهَارَ"".

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis In Urdu

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: بیواؤں اور مسکینوں کے کام آنے والا اللہ کے راستے میں جہاد کرنے والے کے برابر ہے، یا رات بھر عبادت اور دن کو روزے رکھنے والے کے برابر ہے ۔ 

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya bewaao aur miskino ke kaam aane wala ALLAH ke raaste me jihad karne wale ke barabar hai , Yaa Raat bhar ibadat aur din bhar roza rakhne wale ke barabar.

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis In Hindi

नबी करीम ﷺ  ने फ़रमाया: बेवाओं और मिस्कीनों के काम आने वाला अल्लाह के रास्ते में जिहाद करने वाले के बराबर है, या रात भर इबादत और दिन को रोज़े रखने वाले के बराबर है।

Bewa Or Miskin Ki Madad Karne Ka Sawab Hadis In English

The Prophet ﷺ said,   The one who looks after a widow or a poor person is like a Mujahid (warrior) who fights for ALLAH'S Cause, or like him who performs prayers all the night and fasts all the day. 

Sahih Bukhari: jild , kitab sifat Al Nifqat 69, hadith no. 5353

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare