Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis

 Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis

 Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis In Arabic

 حَدَّثَنَا عَبْدُ بْنُ حُمَيْدٍ، حَدَّثَنَا شَبَابَةُ، عَنْ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ الْعَلَاءِ، عَنْ الضَّحَّاكِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ عَرْزَمٍ الْأَشْعَرِيِّ، قَال:‏‏‏‏ سَمِعْتُ أَبَا هُرَيْرَةَ، يَقُولُ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏    إِنَّ أَوَّلَ مَا يُسْأَلُ عَنْهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ يَعْنِي الْعَبْدَ مِنَ النَّعِيمِ أَنْ يُقَالَ لَهُ:‏‏‏‏ أَلَمْ نُصِحَّ لَكَ جِسْمَكَ وَنُرْوِيَكَ مِنَ الْمَاءِ الْبَارِدِ .

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis In Urdu

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”قیامت کے دن سب سے پہلے بندے سے جن نعمتوں کے بارے میں سوال کیا جائے گا،  ( وہ یہ ہیں )  اس سے کہا جائے گا: کیا میں نے تمہارے لیے تمہارے جسم کو تندرست اور ٹھیک ٹھاک نہ رکھا اور تمہیں ٹھنڈا پانی نہ پلاتا رہا؟“۔

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis In Hindi

रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: "क़यामत के दिन सबसे पहले बंदे से जिन नेअमतों के बारे में सवाल किया जाएगा ( वो ये हैं ) उस से कहा जाएगा: क्या मैंने तुम्हारे लिए तुम्हारे जिस्म को तंदरुस्त और ठीक ठाक ना रखा और तुम्हें ठंडा पानी ना पिलाता रहा?"

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya: "qayamat ke din sab se pehle bande se jin nematon ke baray mein sawal kiya jayega, ( woh yeh hain ) us se kaha jayega: kya main ne tumahray liye tumahray jism ko tandrust aur theek thaak nah rakha aur tumhe thanda pani nah pilata raha?".

Sabse Pehle Kis Nemat Ka Sawal Hoga Hadis In English

Prophet Mohammed ﷺ said: the Messenger of Allah said: “Indeed the first of what will be asked about on the Day of Judgment – meaning the slave (of Allah) being questioned about the favors – is that it will be said to him: ‘Did We not make your body, health, and give you of cool water to drink?’”


Wazahat: Iss hadees ka mafhoom wazeh hai isme bataya gaya hai ke Qayamat ke din bando se jab uski nemato ka sawal kiya jayega to Allah tala unse puchega ke maine tumhe sehat o tandrusti di thi tumhare jism ke aaza aur jaware yaani body part sahi salamat diye the toh tumne mere diye hue Sahih aur tandurust jism ka kya kiya, kis kaam me lagaya Allah subhanahu tala ke ibadat ki Allah ke deen ka kaam kiya ya dunyawi kaamo aur apni khwahishaat ki pairwi me laga diya aur Allah tala isi tarah apni ek aur badi nemat thande paani ke baare me sawal karega ke humne tumhe thanda paani ata kiya tha yaani kya tum ne iss ki qadr ki aur Allah ka shukr ada kiya. Wallahu alam..


Jami` at-Tirmidhi: jild-5, kitab tafseer Al Quran 47, hadith no. 3358
Grade Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare