Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kya Roze Me Ulti Aane Se Roza Tut Jata Hain

Kya Roze Me Ulti Aane Se Roza Tut Jata Hain 

‏‏‏‏ حَدَّثَنَا عَلِيُّ بْنُ حُجْرٍ، حَدَّثَنَا عِيسَى بْنُ يُونُسَ، عَنْ هِشَامِ بْنِ حَسَّانَ، عَنْ مُحَمَّدِ بْنِ سِيرِينَ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ مَنْ ذَرَعَهُ الْقَيْءُ فَلَيْسَ عَلَيْهِ قَضَاءٌ، ‏‏‏‏‏‏وَمَنِ اسْتَقَاءَ عَمْدًا فَلْيَقْضِ.

 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جسے قے آ جائے اس پر روزے کی قضاء لازم نہیں ۱؎ اور جو جان بوجھ کر قے کرے تو اسے روزے کی قضاء کرنی چاہیئے۔


रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: जिसे क़ै ( उलटी ) आ जाये उस पर रोज़े की क़ज़ा लाज़िम नहीं और जो जान बूझ कर उलटी करे तो उसे रोज़े की क़ज़ा करनी चाहीए।

RASULULLAH ﷺ ne farmaya: jisay qye ( ulti ) aa jaye uss par rozay ki qaza lazim nahi aur jo jaan boojh kar ulti kare to usay rozay ki qaza karni chahiye.

The Messenger of ALLAH (ﷺ) said: “Whoever is overcome by vomiting, then he is not required to make up (the fast), and whoever vomits on purpose, then he must make it up.

 Wazahat: Agar kisi shakhs ko roze ki haalat mein khud ba khud ulti aa jaye toh uska roza sahih hai aur uska roza nahi tutega, kyun ke isme rozedaar ki ghalti nahi hai, aur jisne jaan boojh kar ulti kiya toh uspar roze ki qaza ghair ramzan ke dino mein poora karna laazim hai.

Jame Tirmidhi: jild-2, Kitab as sawm 8, hadith no. 720, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare