Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Teen Shakhs Ese Hain Ke ALLAH TA'ALA Ne Un Ki Madad Karne Ka Zimma Le Rakha Hai

Teen Shakhs Ese Hain Ke ALLAH TA'ALA Ne Un Ki Madad Karne Ka Zimma Le Rakha Hai


أَخْبَرَنَا قُتَيْبَةُ قَالَ حَدَّثَنَا اللَّيْثُ عَنْ مُحَمَّدِ بْنِ عَجْلَانَ عَنْ سَعِيدٍ عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ ثَلَاثَةٌ حَقٌّ عَلَى اللَّهِ عَزَّ وَجَلَّ عَوْنُهُمْ الْمُكَاتَبُ الَّذِي يُرِيدُ الْأَدَاءَ وَالنَّاكِحُ الَّذِي يُرِيدُ الْعَفَافَ وَالْمُجَاهِدُ فِي سَبِيلِ اللَّهِ

حضرت ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ تین شخص ایسے ہیں کہ اللہ تعالیٰ نے ان کی مدد کرنے کا ذمہ لے رکھا ہے : وہ غلام جو اپنی آزادی کا معاہدہ کرے اور اس کی نیت رقم ادا کرنے کی ہو ۔ اور وہ شخص جو گناہ سے بچنے ( پاکبازی ) کی نیت سے نکاح کرے ۔ اور جو شخص اللہ تعالیٰ کے راستے میں جہاد کرے ۔

Hazrat Abu Huraira R.A se riwayat hai ke RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Teen shakhs ese hain ke ALLAH TA'ALA ne un ki madad karne ka zimma le rakha hai : woh ghulam jo apni azadi ka moahida kare aur us ki niyat raqam ada karne ki ho. aur woh shakhs jo gunah se bachney ( pakbazi ) ki niyat se nikah kare. aur jo shakhs ALLAH TA'ALA ke raste mein Jihad kare.

हज़रत अबू-हुरैरा (रज़ि०) से रिवायत है कि रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: तीन शख़्स ऐसे हैं कि अल्लाह ने उनकी मदद करने का ज़िम्मा ले रखा है : वो ग़ुलाम जो अपनी आज़ादी का मुआहदा करे और उसकी नीयत रक़म अदा करने की हो, और वो शख़्स जो गुनाह से बचने (पाकबाज़ी) की नीयत से निकाह करे, और जो शख़्स अल्लाह के रास्ते में जिहाद करे।

 Narrated Abu Hurairah: It was narrated from Abu Hurairah that the Messenger of ALLAH said: There are three who are promised the help of ALLAH: The Mukatab who wants to buy his freedom, the one who gets married seeking to keep himself chaste, and the Mujahid who fights in the cause of ALLAH. Mukatab: the slave who has made a contract of manumission.

Nisai 3220 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare