Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain
Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain Hadis In Arabic
أَخْبَرَنَا الرَّبِيعُ بْنُ سُلَيْمَانَ قَالَ حَدَّثَنَا ابْنُ وَهْبٍ قَالَ أَخْبَرَنِي يُونُسُ عَنْ ابْنِ شِهَابٍ قَالَ أَخْبَرَنِي حَمْزَةُ بْنُ عَبْدِ اللَّهِ بْنِ عُمَرَ عَنْ أَبِيهِ قَالَ قَالَتْ حَفْصَةُ زَوْجُ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ لَا صِيَامَ لِمَنْ لَمْ يُجْمِعْ قَبْلَ الْفَجْرِ.
Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain Hadis In Urdu
حضرت حفصہ رضی اللہ عنہا جو کہ نبی صلی اللہ علیہ وسلم کی زوجہ مطہرہ تھیں ، انہوں نے فرمایا: اس آدمی کا روزہ نہیں ہوتا جو طلوع فجر سے پہلے روزے کی نیت نہ کرے ۔
Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain Hadis In Hindi
हज़रत हफ़सा रज़ि अल्लाह अन्हा जो कि नबी ﷺ की ज़ौजा मुतह्हरा थीं, उन्होंने फ़रमाया: उस आदमी का रोज़ा नहीं होता जो तुलूअ फ़ज्र से पहले रोज़े की नीयत ना करे।
Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain Hadis In Roman English
Hazrat Hafsa razi Allah anha jo ke nabi ﷺ ki zoja Mutahera thi, unhon ne farmaya: us aadmi ka roza nahi hota jo tulu Fajar se pehle rozay ki niyat naa kare.
Subah Roze Ki Niyat Kab Tak Kar Sakte Hain Hadis In English
Hafsah ra, the wife of the Prophet ﷺ said: 'There is no fast for the one who does not intend (to fast) before dawn. '
Wazahat: Iss asr se maloom hua ke Roze rakhne se pehle niyat zaroori hai warna ye amal qabil e qubool nahi, baaz log kehte hain ke poore ramzan ke rozon ke liye ek hi niyat kaafi hai aur har roze ke liye alag alag niyat karne ki zaroorat nahi hai lekin ye baat durust nahi hai balke sahih yeh hai ke har roze ki alag alag niyat karni zaruri hai. Har roze ki niyat ka jo waqt hai woh maghrib se lekar fajr tak hai, behtar ye hai ke har aadmi raat ko sone se pehle apne roze ki niyat karle, lekin agar shaam ya raat ko niyat nahi kar saka toh subah sehri ke waqt behar haal niyat kar hi lena chahiye, Aur niyat ka talluq dil hai jo ke ek qalbi amal hai iska zabaan se ada karna zaruri nahi isliye har momin ko dil se iradah karna chahiye ke woh Allah ki raza ke liye poore ikhlaas se saath kal roza rakhega (Insh'a Allah).
Sunan an-Nasa'i: jild 3, kitab Al siyam 22, hadith no. 2338, Sahih
Ramzan Se Mutallik Sabhi hadis Yaha Se Padhe Click Here
●•••••••••••••~●
●•••••••••••••~●
Comments
Post a Comment