اللَّهُمَّ أَسلَمتُ نَفسِي إِلَيكَ، وَفَوَّضتُ أَمرِي إِلَيكَ
وَوَجَّهتُ وَجهِي إِلَيكَ، وَأَلجَأتُ ظَهرِي إِلَيكَ
رَغبَةً وَرَهبَةً إِلَيكَ، لاَ مَلجَأَ وَلاَ مَنجَا مِنكَ إِلاَّ إِلَيكَ
آمَنتُ بِكِتَابِكَ الَّذِي أَنزَلتَ، وَبِنَبِيِّكَ الَّذِي أَرسَلتَ
Allahumma aslamtu nafsi ilaika, wa fauwadtu Amri ilaika, wa wajjahtu wajhi ilaika, wa alja'tu zahri ilaika, reghbatan wa rahbatan ilaika. La malja'a wa la manja minka illa ilaika. Amantu bikitabikal-ladhi anzalta wa Binabiyyikalladhi Arsalta.
RASULULLAH ﷺ ne farmaye jab tum apne bistar par jao to ye dua padho agar tum isko padhne ke baad raat mein mar gaye to fitrat par yani deen e islam par maroge aur subah ko zinda uthe to sawab milega
Eh Allah mein apni jaan tere supurd (hawale ) kar di hai aur apna rukh teri taraf mod diya aur apna mamala tere supurd ker diya aur teri panah li teri taraf ragbat ki wajah se aur tujh se dar kar tere siwa koi panah, aur nijat ki jagah nahi mein teri Kitab par iman laya jo tune nazil ki aur tere Nabi Sallallahu Alahih Wasallam par iman laya jo tune bheje
RASULULLAH ﷺ said whenever you go to your bed (for sleeping) say (these dua) and (After saying this) If you then die on that night, then you will die as a Muslim, and if you wake alive in the morning then you will receive the reward.
Sahih Bukhari Jild 8, 7488
Comments
Post a Comment