Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Phode , funsi aur zakhmo ke shifa ke liye dua -

Aisha R.A se rivayat hai ki jab hum mein se koi beemar hota ya usko koi zakhm lagta to RASULULLAH ﷺ apne kalme ki ungli ko zameen par rakhte aur ye farmate huye us (ungli) ko uthate

Aisha R.A reported that when any person fell ill with a disease or he had any ailment or he had any injury, the Messenger of ALLAH  placed his forefinger upon the ground and then lifted it by reciting the name of ALLAH. (and said):
بِسْمِ اللَّهِ بِتُرْبَةِ أَرْضِنَا بِرِيقَةِ بَعْضِنَا لِيُشْفَى بِهِ  سَقِيمُنَا بِإِذْنِ رَبِّنَا

اللہ كے نام سے ، ہمارے زمین کی مٹی ، ہم میں سے کسی لعاب (تھوک) كے ساتھ ،
اِس سے شفاء پائیگا ہمارا بیمار ، اللہ كے حکم سے

(In the Name of Allah, the dust of our land mixed with the saliva of one of us, to cure our sick one, by the permission of Allah).
The dust of our ground with the saliva of any one of us would serve as a means whereby our illness would be cured with the sanction of ALLAH.

Sahih Muslim #5719


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare