Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qayamat Ki Nishanian – Qurano Sunnat Ki Roshni Me.

3.​​ Mashriq​​ se Shaitan ka Seengh Namudar hoga
۞​​ Hadees:​​ Hazrat Abdullah​​ bin​​ Abbas​​ (R.A)​​ se marvi​​ hai​​ ke​​ AlALLAH ke RASUL( ﷺ)​​ ne​​ Dua mangi: ya​​ Allah! humare​​ Saa'a aur​​ Mad me​​ Barkat farma,​​ Ilahi!​​ humare​​ Yaman o​​ Shaam me​​ Barkat farma. logon me se​​ Ek​​ Aadmi ne kaha:​​ Aye​​ Allah​​ ke​​ Nabi​​ (ﷺ)! humare​​ iraq ke liye bhi​​ (Dua karein).​​ Aap​​ (ﷺ)​​ ne farmaya: wahan se​​ Shaitan ka​​ Seengh​​ Namudar hoga aur​​ Fitney​​ Ubliengey, bila shuba​​ Jor-o-Jafa​​ Mashriq me hai.
Al​​ Mu'jam al​​ Kabeer 13422
Majma al​​ Zawaid 308/3
Mukhtasir al​​ Targheeb 87​​ 

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare