Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Nek Aur Farmabardar Aurat Ka Silaah – Jannat Ke Jis Darwaze Se Chahe Dakhil Ho Jaye.

Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne farmaya:

❝ Jab ek Aurat paanch (5) waqt Namaz ada kare, Ramzan ke Roze rakhe, Sharmgaah ki hifazat kare (Zinaa se bache), Apne Shohar ki baat maane, tou Roz-e-Mehshar aesi Aurat ko kaha jayega ke Jannat ke is Darwaze se chaho dakhil ho jao.”


Abu Hurairah R.A narrated the Prophet (ﷺ) said:

❝ If the woman prays the five daily prayers, fasts in Ramadhan, safeguards her chastity and obeys her husband, she will enter into Jannah from any door she wishes


– (Sahi Aljamey Al’sagheer, Hadees 660)
Husband #Wife #Shohar ##Biwi #Nikaah #Couple #Aurat #zina #chastity

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare