Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Qayamat Ki Nishanian – Qurano Sunnat Ki Roshni Me

Qayamat ki choti aur badi Nishaniya Qurano Sunnat ki roshni me

1.​​ Barish Ki Qatro Ki Tarah Fitne Nazil Hongi.

Hadees : Nabi kareem ﷺ ki zoja Mutahera umm Salma R.A ny bayan kya ke ik raat RASULULLAH ﷺ ghabraye hue bedar hue aur farmaya Allah ki zaat pak hai. ALLAH TA'ALA ny kya kya khazane nazil kiye hain aur kitnay fitne utare hain un hujra waliyo ko koi beedar kyun nah kere (aap ki morad azwaaj mutahrat) se thi taake yeh namaz padhen. bohat se duniya mein kapdhe bareek pehanne  waleyan akhirat mein nangi hon gi .

Bukhari 7091
#qayamat #allah #fitne #akhirat 

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare