Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Ke Ahkam Ko Chupane Ki Saza

 𝗝𝗼 𝗟𝗼𝗴 𝗔𝗟𝗟𝗔𝗛 𝗞𝗲 𝗔𝗵𝗸𝗮𝗺 𝗞𝗼 𝗖𝗵𝘂𝗽𝗮𝘁𝗲 𝗛𝗮𝗶𝗻

Haq ye hai ke jo log un ahkaam ko chupate hai jo ALLAH ne apni kitab me nazil kiye hai aur thode se duniyavi faydo pr unhe bhent chodhate hai , woh darsal apne peth aag se bhar rhe hai, Qayamat ke roz ALLAH hargiz unse baat naa krega , naa unhe pakiza thehrayega , aur unke lye dardnaak saza hai.

Indeed, they who conceal what Allah has sent down of the Book and exchange it for a small price - those consume not into their bellies except the Fire. And Allah will not speak to them on the Day of Resurrection, nor will He purify them. And they will have a painful punishment.

𝗦𝘂𝗿𝗮𝗵 𝗕𝗮𝗾𝗮𝗿𝗮 𝟭𝟳𝟰

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare