Quran Or Ahle Bait Hoz E Qausar Tak Juda Na Honge
- Get link
- X
- Other Apps
Quran Or Ahle Bait Hoz E Qausar Tak Juda Na Honge
RASULULLAH ﷺ ne farmaya : Mein tum mein aisi cheez chodhne wala ho ke agar tum usay pakdae raho ge to hargiz gumraah nah hoge : un mein se aik dosray se badhi hai aur woh ALLAH ki kitaab hai goya woh aik rassi hai jo aasman se zameen tak lataki hui hai, aur dusri meri ahle bait hain yeh dono hargiz juda nah honge, yaha tak ke yeh dono hoz kusar par mere paas ayen ge, to tum dekh lo ke un dono ke silsila mein tum meri kaisi janasheeni kar rahay ho“
Narrated Zaid bin Arqam, may Allah be pleased with both of them:that the Messenger of ALLAH (ﷺ) said: Indeed, I am leaving among you, that which if you hold fast to them, you shall not be misguided after me. One of them is greater than the other: The Book of ALLAH is a rope extended from the sky to the earth, and my family - the people of my house - and they shall not split until they meet at the Hawd, so look at how you deal with them after me.
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment