Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Juma Ke Roz Dua Karna

 Juma Ke Din Dua Karna


Jumma Ko Kab Dua Qubul Hoti Hain Hadis In Urdu

نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جمعہ کے روز اس گھڑی کو جس میں دعا کی قبولیت کی امید کی جاتی ہے عصر سے لے کر سورج ڈوبنے تک کے درمیان تلاش کرو“۔ 

Jumma Ko Kab Dua Qubul Hoti Hain Hadis In Hindi

नबी अकरम (सल्ल०) ने फ़रमाया : जुमा के दिन इस घड़ी को जिस  में दुआ की क़बूलियत की उम्मीद की जाती है। अस्र से ले कर सूरज डूबने तक के बीच तलाश करो।इमाम तिरमिज़ी कहते हैं

Jumma Ko Kab Dua Qubul Hoti Hain Hadis In Roman English

Nabi akram ﷺ ne farmaya : ”Juma ke roz is gharri ko jis mein dua ki qabuliat ki umeed ki jati hai asar se le kar Sooraj doobnay tak ke darmiyan talaash karo.

Jumma Ko Kab Dua Qubul Hoti Hain Hadis In English

Anas bin Malik narrated that : The Prophet said: Seek out the hour that is hoped for on Friday after Asr until the sun has set.

Tirmizi 489 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab