Ramzan Mein Ibadat Karne Ka Sawab
- Get link
- X
- Other Apps
Jisne Ramzan Me Azr Ki Niyat Se Ibadat Ki
RASULULLAH ﷺ ramzan raat ko ALLAH Ki kasrat se ibadat ki targib dete the . Lekin ise laazim nahi thehrate the, aap farmate the jisne ramzaan ke mahine me imaan (ki haalat me )or ALLAH se usake azr ki ummid karte hue raat ko ALLAH Ki ibadat ki , usake pichle gunaah baksh diye jayenge RASULULLAH ﷺ ki wafaat tak mamla yahi raha Abu Bakr or Umar R.A ki khilafat tak yahi mamla raha (yaani logo ko usaki targib di jaati rahi ijtamai taur par ehtamaam nahi kiya gaya ).
Abu Huraira reported Allah's Messenger ﷺ as saying: He who observed the fasts of Ramadan with faith and seeking reward (from Allah), all his previous sins would be forgiven, and he who observed prayer on Lailat-ul- Qadr with faith and seeking reward (from Allah), all his previous sins would be forgiven.
Sahih Muslim 1781
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment