Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Shab e Qadr Ki Fazilat

 Jisne Sawab Ki Niyat Se Shab E Qadr Ka Kiyam Kiya

عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏يَبْلُغُ بِهِ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ مَنْ قَامَ لَيْلَةَ الْقَدْرِ إِيمَانًا وَاحْتِسَابًا غُفِرَ لَهُ مَا تَقَدَّمَ مِنْ ذَنْبِهِ

ﷺ سے مرفوعاً بیان کرتے ہیں :’’  جس نے ایمان اور تقرب و ثواب کے لیے
 لیلۃ القدر کا قیام کیا ، اس کے پچھلے گناہ معاف کر دیے جاتے ہیں 

सैयदना अबू-हुरैरा (रज़ि०)   नबी ﷺ से मरफ़ूअन (रसूल (सल्ल०) से सीधे तौर पर) बयान करते हैं :  जिसने ईमान और   क़ुरबत और सवाब के लिये शबे-क़द्र का क़ियाम  किया   उसके पिछले गुनाह माफ़ कर दिये जाते हैं।इमाम अबू-दाऊद कहते हैं कि यहया-बिन-अबी-कसीर और  मुहम्मद-बिन-अम्र ने अबू-सलमा से ऐसे ही रिवायत  किया है।

Nabi ﷺ Se Marfuan ( RASULULLAH ﷺ se sidhe taur par ) bayaan karte hain : Jisne Imaan aur kurbat aur sawab ki niyat se Shab e Qadr ka Qiyam kiya uske pichle gunaah bakhsh diye jaate hain. 

Narrated Abu Hurairah: The Prophet  as saying: If anyone prays in the night of the power (lailat al-qadr) because of faith and in order to seek his reward from ALLAH his previous sins will be forgiven for him. Click Here

Abu Dawood 1372, Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare