Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Shaan E Ahle Bait

 Shaan E Ahle Bait

Umm al-momineen Aisha Sadiqa R.A kehti hain ke RASULULLAH ﷺ subah ko niklay aur aap ﷺ ek chadar odhe hue thay jis par kajawo ki soorten ya handiyo ki soorten bani hui theen. itnay mein syedna hasan razi Allah anho aaye to aap ﷺ ne un ko is chadar ke andar kar liya. phir syedna Hussain R.A aaye to un ko bhi is mein daakhil kar liya. phir Sayeda Fatima Zohra R.A ayi to un ko bhi unhi ke sath shaamil kar liya phir syedna Ali R.A aaye to un ko bhi shaamil kar ke farmaya ke ”ALLAH TA'ALA chahta hai ke tum se napaaki ko dur kare aur tum ko pak kare aye ghar walo.' ' ( al-ahzaab : 33 ) .

A'isha reported that ALLAH'S Apostle  ‌ﷺ ‌ went out one norning wearing a striped cloak of the black camel's hair that there came Hasan b. 'Ali. He wrapped hitn under it, then came Husain and he wrapped him under it along with the other one (Hasan). Then came Fatima and he took her under it, then came 'Ali and he also took him under it and then said:  Allah only desires to take away any uncleanliness from you, O people of the household, and purify you (thorough purifying) 

Muslim 6261 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare