Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kisi Musalman Ko Beizzat Karna Kaisa Hain

 Kisi Musalman Ko Beizzat Karna

Kisi Musalman Ko Beizzat Karne Ki Hadis In Arabic / Arabi

النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ إِنَّ مِنْ أَرْبَى الرِّبَا الِاسْتِطَالَةَ فِي عِرْضِ الْمُسْلِمِ بِغَيْرِ حَقٍّ .

Kisi Musalman Ko Beizzat Karne Ki Hadis In Urdu

نبی ﷺ نے فرمایا :’’ سب سے بڑا سود ( سب سے بڑی زیادتی ) یہ ہے کہ انسان ناحق کسی کی عزت سے کھیلے

Kisi Musalman Ko Beizzat Karne Ki Hadis In Hindi

नबी ﷺ ने फ़रमाया :  सब से बड़ा सूद ( सब से बड़ी ज़्यादती ) ये है कि इन्सान नाहक़ किसी की इज़्ज़त से खेले।

Kisi Musalman Ko Beizzat Karne Ki Hadis In Roman English

Nabi Kareem ﷺ ne  farmaya :- Sabse Badhi Zyadati yeh hai ke aadmi nahak kisi musalman ki beizzati kare.

Kisi Musalman Ko Beizzat Karne Ki Hadis In English

The Prophet ﷺ said: The most prevalent kind of usury is going to lengths in talking unjustly against a Muslim's honour. 

Abu Dawood 4876 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare