Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Kya Roze Me Apni Biwi Ko Kiss Kar Sakte Hain

Roze Mein Apni Biwi Ka Bosa(Kiss) Lena Kaisa Hain

RASULULLAH ﷺ Roze ki halat me boas lete or apni biwiyo ke saath lipat kar let te the aap apni jinsi khwaish (sexual Desire) par tum sabse zyada control rakhne wale the.

Aishah narrated: The Messenger of ALLAH would kiss and fondle while he was fasting, and he had the most control among you of his limbs. 

Jam e Trimizi 729

Wazahat: Agar kisi shaks ko lagta hain ke apni biwi ka bosa lena se yaa uske sath zyada qarib jaane se roze ke andar apni jinsi khawaish par kaabu nahi kar payega to use chahiye ke woh ruk jaye. or wese bhi Ummat e Muahmmadiya ko yeh ijazat hain ke woh roza pura karne ke baad apni biw se hum bistari kar sakta hain . 

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare