Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Juma Ke Khutba Me Kaise Bethe

 Khutba Me Got Mar Kar Bethna Mana Hain

RASULULLAH ﷺ ne juma ke din imam ke khutba dene ki haalat mein habwa (got maar kar bethnay) se mana farmaya hai 

Narrated Anas ibn Malik: The Messenger of Allah ﷺ prohibited to sit on hips by erecting feet, sticking them to the stomach and holding them with hands on Friday while the imam is delivering the sermon

Abu Dawood 1110, Sahih Mishkat 1393


Got mar kar bethne ki surat yeh hai ke dono paau Khadhe rakhe , aur unhe peth se mila rakhe aur dono sareen pr bethe , aur kapdhe se dono paau or peth baandh le ya hatho se halaka bana le , is se islye mana kiya gaya hai ke us tarah bethne se nind zyada ati hein , aur hawa khariz hone ka imkan zyada badh jata hein , aur admi ko uski khabar nahi ho pati.

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare