Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Hazrat Umar Ne Zyada Mehar Muqarrar Karne Ke Liye Mana Farmaya.

 Hazrat Umar Ne Zyada Mehar Muqarrar Karne Ke Liye Mana Farmaya.


Umar bin khitaab Razi Allah Anho ne kaha : aurto ke mehar mehange nah karo, is liye ke agar yeh duniya mein izzat ki baat hoti ya ALLAH TA'ALA ke Yaha taqwa ki cheez hoti to uske ziyada haqdaar Mohammad ﷺ  hote, aap ﷺ ne apni biwion aur baityo mein se kisi ka mehar 12 uqiyyah se ziyada muqarrar nahi farmaya, aur mard apni biwi ke bhaari mehar se boujhal rehta hai yahan tak ke woh mehar is ke dil mein biwi se dushmani ka sabab ban jata hai, woh kehta hai ke mein ne tere liye takleef uthai.

 “Umar bin Khattab said: 'Do not go to extremes with regard to the mehar of women, for if that were a sign of honor and dignity in this world or a sign of Taqwa before ALLAH, then Muhammad (ﷺ) would have done that before you. But he did not give any of his wives and none of his daughters were given more than twelve uqiyyah. A man may increase mehar until he feels resentment against her and says: “You cost me everything I own,” or, “You caused me a great deal of hardship.”'” (Hassan) 

 Ibne Maja 1887 ,Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab