Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Ek Tajir Jo logo Ka Karz ALLAH ke liye darguzar karta tha

 Ek Tajir Jo logo Ka Karz ALLAH ke liye darguzar karta tha

Nabi Kareem ﷺ ne farmaya, ek tajir logo ko qarz diya karta tha jab kisi tang dast ko dekhta to apne nokro se keh deta ke is se dar guzar kar jao. shayad ke ALLAH TA'ALA bhi hum se ( akhirat mein ) dar guzar farmaye. chunancha ALLAH TA'ALA ne ( uske marne ke baad ) usko bakhash diya

The Prophet said, There was a merchant who used to lend the people, whenever his debtor was in straitened circumstances, he would say to his employees, 'Forgive him so that ALLAH may forgive us.' So, ALLAH forgave him. 


Sahih Bukhari 2078 , Sahih

Karz qarz  karza qarza

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare