Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Agar Haiz Ka Khoon Kapdhe Par Lag Jaye

 Agar Haiz Ka Khoon Kapdhe Par Lag Jaye


Hazrat Asma' bint Abi Bakr Razi ALLAH Anha se riwayat hai ke ek aurat ne Nabi ﷺ se haiz ke khoon ke bare mein pucha jo kapdhe ko lag jaye to aap ne farmaya :' ' is ko ( kisi cheez se ) khurch do aur pani daal kar nakhuno se malo aur phir dho kar is mein namaz padh lo.' ' 

It was narrated from Asma' bint Abi Bakr that a woman asked the Messenger of ALLAH (ﷺ) about menstrual blood that gets on clothes. He said: Scratch it, then rub it with water, then sprinkle water over it, and pray in it. 

Sunan Nasai 394 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare