Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Ne Humare Dil Ke Khayal Ko Mauf Kar Jab Tak Hum Use Kar Na Le

ALLAH Ne Humare Dil Ke Khayal Ko Mauf Kar Jab Tak Hum Use Kar Na Le

RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”ALLAH TA'ALA ne meri ummat ke khayalat ko jo dil mein aate hain maaf farma diya hai jab tak ke woh unhe zaban se ada nah kare, ya un par amal nah kare “.


The Messenger of Allah said: Allah has permitted my Ummah what occurs in their mines, as long as it is not spoken or acted upon. 

Tirmazi 1183 , Sahih


Explanation :- Ye Hadees Tirmazi Ke Divorce wale chapter me aayi heto lihaza isse ye b bat hui ke mard jab tak aurat ko muh se talaq na de talaq nahi hogi , Lekin Dusri hadees ke mutabik (Mishkat 3284) agar mazak me bhi mard aurat ko talaq deta heto wo talaq hogi

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare