Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jab Tum Mein Se Koi Dua Kare To Yu Na Kahe

Jab Tum Mein Se Koi Dua Kare To Yu Na Kahe

RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' jab tum mein se koi dua kare to yu nah kahe : Aye ALLAH ! agar to chahay to mujhe bakhash de, agar tu chahay to mujh par reham farma, agar tu chahay to mujhe rizaq ataa farma, balke usay chahiye ke woh pure azm ke sath dua kare, kyonke woh jese chahe karta hai, usay koi majboor karne wala nahi

The Messenger of ALLAH ﷺ said: “When one of you prays, do not say: O ALLAH! Forgive me if you wish, have mercy on me if you wish, grant me sustenance if you wish, but let him pray with full determination, for he does as he pleases, there is no one to compel him.

Mishkat 2225 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare