Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jannati aur Dozakhi Aurat ki misal

 Jannati aur Dozakhi Aurat ki Misal

Abu Hurairah Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RASULULLAH ﷺ ke samne ek shaksh ne ek aurat ka zikr kiya ki Ya RASULULLAH ﷺ falah aurat raat ko qayam karti hai aur din ko roza rakhti hai aur (ghar ka) kaam bhi karti hai aur sadqa bhi deti hai lekin apni zuban se padosiyo ko takleef deti hai to Aap ﷺ ne farmaya usmein koi khair nahi wo dozakh walon mein se hai. Phir us shakhs ne dusri aurat ke bare mein kaha ki falah aurat sirf farz namazein padhti hai aur (paneer ke tukde) sadqa karti hai lekin apni zuban se kisi bhi shakhs ko takleef nahi pahuchati to RASULULLAH ﷺ ne faraya ye jannat walo mein se hai


Narrated by Abu Hurairah radi Allahu anhu said: A man said: O Messenger of Allah ﷺ, So and so (a woman) – prayed in night and fast in the days and do (house) work as well and also give charity – but she hurt her neighbours with her tongue. He ﷺ said: She will be among the people of Hell.

That man again said: O Messenger of ALLAH ﷺ, So and so (another woman) prayed only obligatory prayer and she gives cheese in charity but she does not hurt her neighbours with her tongue. He ﷺ said: She will be among the people of Paradise.

Silsila Tus-Sahiha - 449 ,Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab