RASULULLAH ﷺ ke nazdeek nafrat ke layak kon hai
- Get link
- X
- Other Apps
RASULULLAH ﷺ ke nazdeek nafrat ke layak kon hai
RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”Mere nazdeek tum mein se ( duniya mein ) sab se ziyada mehboob aur qayamat ke din mujh se sab se ziyada qareeb bethne walebwoh log hain jo tum mein behtareen ikhlaq wale hain, aur mere nazdeek tum mein ( duniya mein ) sab se ziyada qabil nafrat aur qayamat ke din mujh se dur bethne wale woh log hain jo batoni, bila ahtiyat bolne wale, zabaan daraaz aur taqqabur karne wale.
The Messenger of ALLAH said: Indeed the most beloved among you to me, and the nearest to sit with me on the Day of Judgment is the best of you in character. And indeed, the most disliked among you to me, and the one sitting furthest from me on the Day of Judgement are the Thartharun, and the Mutashaddiqun and the Muthafaihiqun. They said: O Messenger of Allah! We know about the Thartharun, and the Mutashaddiqun, but what about the Muthafaihiqun? ' He said: The arrogant.
Tirmazi 2018 , Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment