Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Zindagi Dhoke Ka Saman Hai

 Zindagi Dhoke Ka Saman Hai

khoob jaan lo ke yeh duniya ki zindagi is ke siwa kuch nahi ke aik khail aur dil lagi aur zahiri tip-taap aur tumhara aapas mein aik dusre par fakhr jatana aur maal o aulaad mein aik dusre se badh jane ki koshish karna hai. is ki misaal aisi hai jaisay aik barish ho gayi to is se peda honay wali nabataat ko dekh kar kaashtcar khush ho gaye. phir wohi khaiti pack jati hai aur tum dekhte ho ke woh zard ho gayi. phir woh bhus ban kar reh jati hai. is ke Baraks akhirat woh jagah hai jahan sakht azaab hai aur ALLAH ki mughfirat aur is ki khushnodi hai. duniya ki zindagi aik dhokay ki punji ke siwa kuch nahi.

 Know that the life of this world is but amusement and diversion and adornment and boasting to one another and competition in increase of wealth and children - like the example of a rain whose [resulting] plant growth pleases the tillers; then it dries and you see it turned yellow; then it becomes [scattered] debris. And in the Hereafter is severe punishment and forgiveness from ALLAH and approval. And what is the worldly life except the enjoyment of delusion. 

Surha Hadees 20


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare