Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jisne Bazaar Jate Waqt Ye Dua Padhi ALLAH TA'ALA us Ke Liye 10 Lakh Nekiya Likhta Hai Aur

  Jisne Bazaar Jate Waqt Ye Dua Padhi ALLAH TA'ALA us Ke Liye 10 Lakh Nekiya Likhta Hai Aur


RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”jis ne bazaar mein daakhil hotay waqt yeh dua padhi :  To ALLAH TA'ALA us ke liye 10 lakh nekiya likhta hai aur is ki 10 lakh buraiya mita deta hai aur is ke 10 laakh darje buland farmata hai .


The Messenger of Allah (ﷺ) said: “Whoever enters the marketplace and says:  Allah shall record a million good deeds for him, wipe a million evil deeds away from him, and raise a million ranks for him.

Tirmazi 3428 Sahih


La_ilaha Illal_lahu Wahdahu Lasharika Lahu lahul mulku walahul hamdu yuhyi wa_yumitu wahuwa hayyun la_yamutu biyadihil_khairu wahuwa Ala kulli shay_in Qadir

There is none worthy of worship except Allah, Alone, without partner, to Him belongs the dominion, and to Him is all the praise, He gives life and causes death, He is Living and does not die, in His Hand is the good, and He has power over all things,

Nahi koi mabood barhaq hai magar ALLAH akela, us ka koi sharik nahi hai, usi ke liye malik ( badshahat ) hai aur isi ke liye hamd o sana hai wohi zindah karta aur wohi maarta hai, woh zindah hai kabhi marey ga nahi, isi ke haath mein saari bhalaiyan hain, aur woh har cheez par qudrat rakhta hai.

#bazar jate waqt ki dua #market


Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare