Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

ALLAH ki raah mein qatl hone ke alawa bhi shahadat 7 qism ki hoti hai

ALLAH ki raah mein qatl hone ke alawa bhi shahadat 7 qism ki hoti hai


RASULULLAH ﷺ ne farmaya ALLAH ki raah mein qatl hone ke alawa shahadat 7 qism ki hoti hai

Taoon (plague/Virus) se mar jane wala shaheed hai,

Pet ke marj se se mar jane wala bhi shaheed hai,

Paani mein doob kar mar jane wala bhi shaheed hai,

Kisi imaarat mein dab kar mar jane wala shaheed hai,

Fefdo (lungs) ki beemari se mar jane wala bhi shaheed hai,

Aag mein jal kar mar jane wala bhi shaheed hai,

Jo aurat bachche ki wiladat ke waqt mar jaye wo bhi shaheed hai,

The Messenger of ALLAH ﷺ said: Martyrdom is of seven types besides being killed for the sake of ALLAH. The one who dies of the plague is a martyr; the one who is crushed by a falling building is a martyr; the one who is crusheds by a falling building is a martyr; the one who dies of pleurisy is a martyr; the one who dies of pleurisy is a martyr; the one who is burned to death is a martyr, and the woman who dies in pregnancy is a martyr. 

Sunan Nasaii, 1847-Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab