Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

RASULULLAH ﷺ Ne Jhuti Hadees Bayan Krne Wale Logo Se Dur Rehne K Liye Kaha

RASULULLAH ﷺ Ne Jhuti Hadees Bayan Krne Wale Logo Se Dur Rehne K Liye Kaha

RASULULLAH ﷺ se riwayat ki ke aap ne farmaya :' ' Meri ummat ke aakhri zamane mein ese log hon ge jo tumhare samnr aisi hadees bayan karenge jo tum ne suni hongi na tumhare aaba ne, tum is kism ke logon se dur rehna.

The Messenger of ALLAH, peace and blessings of ALLAH upon him, he said: There will be in the last of my nation a people narrating to you what you nor your fathers heard, so beware of them’. 

Sahih Muslim 15 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare