Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jo shaks(Roze ki halat me) jhooth bolna,

𝗝𝗼 𝗦𝗵𝗮𝗸𝘀(𝗿𝗼𝘇𝗲 𝗞𝗶 𝗛𝗮𝗹𝗮𝘁 𝗠𝗲) 𝗝𝗵𝗼𝗼𝘁𝗵 𝗕𝗼𝗹𝗻𝗮 𝗢𝗿 𝗕𝘂𝗿𝗲 𝗔𝗺𝗮𝗮𝗹 𝗞𝗮𝗿𝗻𝗮 𝗡𝗮𝗵𝗶 𝗖𝗵𝗼𝗱𝗵𝗲

RASULULLAH ﷺ ne Farmaya : Jo shaks(Roze ki halat me) jhooth bolna, aur bure amaal karna nahi chodhe to ALLAH TA'ALA ko haajat nahi ke wo apna khana pina chodhh de. 

The Messenger of ALLAH ﷺ ‌as saying: If anyone does not abandon falsehood and action is accordance with it, Allah has no need that he should abandon his food and drink.

Sunan abu dawood 2362

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare