Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Jo shaks apne bister par aaya aur usne ye kaha to

Jo shaks apne bister par aaya aur usne ye kaha to

RASULULLAH ﷺ ne farmaya jo shaks apne bister par aaya aur usne ye kaha to.

RASULULLAH ﷺ said  Whoever goes to bed and says this words then he praised Allah with ALL praise of ALL creation.

Alhamdu_lillahil-laziy Kafani Wa Awani, Alhamdu_lillahil-laziy At'amni wa saqani, Alhamdu_lillahil-laziy manna Alayya wa Afzal, Allahumma inni Asaluka Bi-izzatika An Tun_jiyani Minan Naar.

Tamam tareefat us ALLAH ke liye hai jo mujhe kafi hua aur mujhe panah di, tamam tareefat us ALLAH ke liye jisne mujhe khilaya aur peelaya, tamam tareefat us ALLAH ke liye hai Jisne mujh par ehsan aur fazal kiya Eh ALLAH main teri izzat ka wasta de kar sawal karta hu ke tu mujhe aag se nijat de de._

All praises are due to ALLAH Who sustained me and gave me shelter. All praises are due to ALLAH Who gave me food and drink. All praises are due to ALLAH Who granted me His blessing and his grace. O Allah, I ask You by Your power to save me from the Hellfire.


Silsila Tus Sahiha 2964 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare