Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Bas Shirk Hi Ko Maaf Nahi Karta

 ALLAH Bas Shirk Hi Ko Maaf Nahi Karta

ALLAH bas shirk hi ko maaf nahi karta, is ke siwa dusre jis qader gunah hain woh jis ke liye chahta hai maaf kar deta hai. ALLAH ke sath jis ne kisi aur ko shareek thahraya us ne to bohat hi badha jhoot racha aur badhe sakht gunah ki baat ki .

Indeed, ALLAH does not forgive association with Him, but He forgives what is less than that for whom He wills. And he who associates others with Allah has certainly fabricated a tremendous sin. 

Surah Nissa 48

Tafseer:- Yeh is liye farmaya ke ahal kitaab agarchay ambia aur aasmani kitab ki perwi ke mudai thay, magar shirk mein mubtala ho gaye the .

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare