Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Har Shakhs Ne Jo Neki Kamaai Hai, Us Ka Fal Usi Ke Liye Hai Aur Jo Badi Sameti Hai, Us Ka Wabal Usi Par Hai.

Har Shakhs Ne Jo Neki Kamaai Hai, Us Ka Fal Usi Ke Liye Hai Aur Jo Badi Sameti Hai, Us Ka Wabal Usi Par Hai.

ALLAH kisi jaan par us ki taqa se badh kar zimmedari  ka boojh nahi dalta.  har shakhs ne jo neki kamaai hai, is ka fal usi ke liye hai aur jo badi sameti hai, us ka wabal isi par hai. (imaan laane walo) Tum Yu Dua Karo Aye Hamare Rab! Hum Se Bhool Chuk Mein Jo Qasoor Ho Jaye, Un Par Girift Na Karna. Malik! Hum Par Woh Boojh Nah Daal, Jo Tune Hum Se pehle logo par dale the.  Parwardigar! Jis Baat Ko Uthane Ki Hum Mein Taaqat Nahi Hai, Woh Hum Par Nah Rakh.  Humare Sath Narmi Kar, Hum Se Dar Guzar Farma, Hum Par Reham Kar, Tu Hamara Maula Hai, Kafiro Ke Muqable Mein Hamari Madad Kar.

ALLAH does not charge a soul except [with that within] its capacity. It will have [the consequence of] what [good] it has gained, and it will bear [the consequence of] what [evil] it has earned. "Our Lord, do not impose blame upon us if we have forgotten or erred. Our Lord, and lay not upon us a burden like that which You laid upon those before us. Our Lord, and burden us not with that which we have no ability to bear. And pardon us; and forgive us; and have mercy upon us. You are our protector, so give us victory over the disbelieving people." 

Surah Baqara 286

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare