Achcha Akhlaq Aur Zyada Khamoshi Tarazu Mein Bahut Bhari Hain
- Get link
- X
- Other Apps
Achcha Akhlaq Aur Zyada Khamoshi Tarazu Mein Bahut Bhari Hain
Anas radi Allahu anhu se rivayat hai ki ek baar RASULULLAH ﷺ Abu Dharr Radi Allahu anhu se mile aur farmaya Eh abu dharr kya main tumhe do khubiyan na batauu jo karne mein bahut halki hain aur tarazu mein bahut bhari hain unhone kaha kyu nahi Ya RASULULLAH ﷺ (Jarur bataeeye), Aap ﷺ ne farmaya tum apne upar achcha akhlaq aur zyada khamoshi lazim kar lo , kasam hai us zaat ki jiske haath mein meri jaan hai makhluq ka koi dusra amal unke barabar nahi.
Narrated by Anas radi Allahu anhu Once RASULULLAH ﷺ met to Abu Dharr Radi Allahu anhu and said Oh Abu dharr Shall I not tell you two deeds which are very easy to do and very heavy in scale (meezan) , he said why not Ya RASULULLAH ﷺ, (please do tell me), RASULULLAH ﷺ said Adhere (stick on) Good character and long silence , By Him in Whose Hand my life is, there are no other deeds of the creations is equal to them.
Silsila-tus-Sahiha, 202 , Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment