Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika)

 Dua-e-Qunoot (Yaad Karne Ke Liye Asaan Tarika) اللّٰهُمَّ اهْدِنِيْ فِيْمَنْ هَدَيْتَ Allahumma ihdini fiiman hadayt (Ae Allah! Mujhe un logon ke sath hidayat de jinhein tune hidayat di.) وَعَافِنِيْ فِيْمَنْ عَافَيْتَ Wa 'aafini fiiman 'aafayt (Aur mujhe un logon ke sath aafiyat de jinhein tune aafiyat di.) وَتَوَلَّنِيْ فِيْمَنْ تَوَلَّيْتَ Wa tawallani fiiman tawallayt (Aur mujhe un logon ke sath apni panah mein le jinhein tune apni panah mein liya.) وَبَارِكْ لِيْ فِيْمَآ أَعْطَيْتَ Wa baarik lii fiimaa a'tayt (Aur jo kuch tune mujhe diya hai usmein barakat de.) وَقِنِيْ شَرَّ مَا قَضَيْتَ Wa qinii sharra maa qadayt (Aur mujhe us burai se bacha jo tune muqarrar ki.) فَإِنَّكَ تَقْضِيْ وَلَا يُقْضٰى عَلَيْكَ Fa innaka taqdee wa laa yuqdaa 'alaik (Kyunki tu faisla karta hai, aur tere upar koi faisla nahi hota.) إِنَّهُ لَا يَذِلُّ مَنْ وَّالَيْتَ Innahu laa yazillu man waalayt (Jise tune apni dosti di, woh kabhi zaleel nahi hota.) (وَلَا يَعِزُّ مَنْ عَادَيْتَ) (Wa ...

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge

 Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge Arabic / Arabi

حَدَّثَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ أَبِي شَيْبَةَ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا شَرِيكٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ الرُّكَيْنِ بْنِ الرَّبِيعِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ نُعَيْمِ بْنِ حَنْظَلَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَمَّارٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ مَنْ كَانَ لَهُ وَجْهَانِ فِي الدُّنْيَا كَانَ لَهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ لِسَانَانِ مِنْ نَارٍ .

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge In Urdu

حضرت عمار بن یاسر رضی اللہ عنہ سے روایت ہے ‘ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا :’’ جس کے دنیا میں دو منہ ہوئے ( جو آدمی دو رخا ہوا ) قیامت کے روز اس کی دو زبانیں ہوں گی جو آگ کی ہوں گے ۔‘‘

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge In Hindi

हज़रत अम्मार-बिन-यासिर (रज़ि०) से रिवायत है, रसूलुल्लाह ﷺ ने फ़रमाया :  जिसके दुनिया में दो मुँह हुए (जो आदमी दो-रुख़ा हुआ) क़ियामत के दिन  उसकी दो ज़बानें  होंगी जो आग की  होंगी।

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge In Roman English

RASULULLAH ﷺ ne farmaya :-Jis Shaks Ke Duniya me doo rukh honge Qayamat ke din uske liye aag ki do zabane hongi.

Jis Shakhs Ke Duniya Mein Do Rukh Honge Hadis In English

The Prophet ﷺ said: He who is two-faced in this world will have two tongues of fire on the Day of Resurrection. 

Abu Dawood 4873 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

Agar Mere Baad Koi Nabi Hota To Umar Hota

Musalman Ke Musalman Par 5 Huqooq Hai

Marhum ki taraf se sadqa aur uska sawab