Jis Shakh Ne Komah (Ruku Se Uth Kar) Me Ye Kalmat Padhe
- Get link
- X
- Other Apps
Jis Shakh Ne Komah (Ruku Se Uth Kar) Me Ye Kalmat Padhe
Ek Din RASULULLAH ﷺ ke piche namaz pdh rahy thay, jab aap ne ruku se sir utha kar « Samiy Allahu Liman Hamidah » kaha to aap ﷺ ke piche aik aadmi ne « ALLAHHUMMA RABBANA WA LAKALHAMD HAMDAN KASIRAN TAYYIBAN MUBARAKN FIHI » kaha, Jab RASULULLAH ﷺ namaz se farigh hue to farmaya : abhi abhi yeh kalimat kis shakhs ne kahe hain ? Us aadmi ne kaha : mein ne, ALLAH ke RASUL! to aap ﷺ ne farmaya : mein ne tees se zayed firshto ko dekha jo ek dosray par Sabqat haasil karne ki koshish kar rahy thy ke kon pehlay un kalmat ko likhay ۔
One day we were praying behind the Messenger of ALLAH ﷺ. When the Messenger of ALLAH ﷺ raised his head after bowing, he said: « Samiy Allahu Liman Hamidah » ALLAH listened to him who praised Him. A man behind the Messenger of ALLAH ﷺ said: « ALLAHHUMMA RABBANA WA LAKALHAMD HAMDAN KASIRAN TAYYIBAN MUBARAKN FIHI » O Allah, Our Lord, and to Thee be praise, much praise, good and blessed. When the Messenger of ALLAH ﷺ finished his prayer, he asked: Which of you if the one who spoke (the words) just now. The man said: I (uttered) these words, Prophet of ALLAH. The Messenger of Allah ﷺ said: I saw more than thirty angels racing against one another to be the one to write them first.
Abu Dawood 770, Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment