Qarz Ki Adayegi Ki Duaa
- Get link
- X
- Other Apps
Qarz Ki Adayegi Ki Duaa
Ek mukatab ghulam ne un ke paas aa kar kaha ke mein apni mukatibat ki raqam ada nahi kar pa raha hon, aap hamari kuch madad farma dijay to unhon ne kaha : kya mein tum ko kuch aisay kalme nah sikha dun jinhein RASULULLAH ﷺ ne hume sikhaye the? agar tairay paas pahadh ke barabar bhi qarz ho to teri janib se ALLAH usse ada farma day ga, unhon ne kaha : kaho :
اللَّهُمَّ اكْفِنِي بِحَلَالِكَ عَنْ حَرَامِكَ، وَأَغْنِنِي بِفَضْلِكَ عَمَّنْ سِوَاكَ
”ae Allah ! to hamein halal day kar haraam se kifayat kar day, aur –apne fazl ( rizaq, maal o doulat ) se Nawaz kar –apne siwa kisi aur se mangnay se be niaz kar day“۔
Ali [may Allah be pleased with him] narrated: that a Mukatib came to him and said: “Indeed I am not capable of my Kitabah so aid me.” He said: “Should I not teach you words that the Messenger of Allah (ﷺ) taught me? If you had a debt upon you similar to the mountain of Sir, Allah would fulfill it for you. He said: ‘Say: O Allah, suffice me with Your lawful against Your prohibited, and make me independent of all those besides You
(Allāhummakfinī biḥalālika `an ḥarāmika, wa aghninī bi faḍlika `amman siwāka).’”
Tirmazi 3563 , Sahih
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment