Ummat Mein Chaar Bate Jahliat Ki Hain, Log Unhe Kabhi Nahi Chodenge
- Get link
- X
- Other Apps
Ummat Mein Chaar Bate Jahliat Ki Hain, Log Unhe Kabhi Nahi Chodenge
RASULULLAH ﷺ ne farmaya : ”Meri ummat mein chaar bate jahliat ki hain, log unhe kabhi nahi chodenge : noha karna, hasb o nasb mein tana zani, aur bimari ka ek se dusre ko lag jane ka aqeedah rakhna maslan yun kehna ke aik oont ko khujli hui aur us ne so oont mein khujli phela di to aakhir pehlay oont ko khujli kaisay lagi? aur sitaro ka aqeedah rakhna. maslan falan aur falan sitare ke sabab hum par barish hui“ .
The Messenger of ALLAH said: There are four matters in my nation that are from the matters of Jahiliyyah which the people will not leave: Wailing, slandering one's lineage, Al-Adwa - a camel gets mange, so one hundred camels get mange - but who gave the first camel mange? And Al-Anwa (saying): We got rain because of this or that celestial positioning.'
Tirmazi 1001 , Sahih
Comments
Post a Comment