Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

ALLAH Ke Alawa Kisi Or Ki Qasam Khana Sakht Gunah Hai

 ALLAH Ke Alawa Kisi Or Ki Qasam Khana Sakht Gunah Hai


RASULULLAH ﷺ ne farmaya :' ' Jo shakhs qasam khana chahay woh ALLAH TA'ALA ke siwa kisi ki qasam nah khaye.' ' Quresh –apne aba o ajdaad ki qasame khaya karte thay' lehaza aap ne farmaya :' –apne abao ajdaad ki qasame nah khaya karo.' '

The Messenger of Allah said: 'Whoever swears, let him not swear by anything other than Allah.' The Quraish used to swear by their forefathers, and so he said: Do not swear by your forefathers. 

Sunan Nasai 3795 , Sahihq

#qasam#oath #oaths #swear

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare