Qasam Todhne Ka Kaffara
- Get link
- X
- Other Apps
Qasam Todhne Ka Kaffara
Tum log jo bekar Qasme kha letay ho un par ALLAH girift nahi karta, magar jo Qasme tum jaan bujh kar khatay ho un par woh zarur tumhari pakadh kare ga. Esi qasam todhne ka kaffara yeh hai ke das miskeeno ko woh darja ka khana khilao jo tum apne baal bacho ko khilate ho, ya unhe kapdhe pehnao, ya ek ghulam azad karo, aur jo is ki taqat nah rakhta ho woh teen din ke roze rakhe. yeh tumhari qasmo ka kaffara hai jab ke tum qasam kha kar todh do. apni qasmo ki hifazat kiya karo. Is tarha ALLAH –apne ehkaam tumahray liye wazeh tarha karta hai shayad ke tum shukar ada karo.
ALLAH will not impose blame upon you for what is meaningless in your oaths, but He will impose blame upon you for [breaking] what you intended of oaths. So its expiation is the feeding of ten needy people from the average of that which you feed your [own] families or clothing them or the freeing of a slave. But whoever cannot find [or afford it] - then a fast of three days [is required]. That is the expiation for oaths when you have sworn. But guard your oaths. Thus does Allah make clear to you His verses that you may be grateful.
Surah Maeeda 89
#qasam#oath#promise#wada#swear
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment