Kisi ka qarz ada kara ya usey khana khilana Afzal aamal hain

  𝗞𝗶𝘀𝗶 𝗸𝗮 𝗾𝗮𝗿𝘇 𝗮𝗱𝗮 𝗸𝗮𝗿𝗮 𝘆𝗮 𝘂𝘀𝗲𝘆 𝗸𝗵𝗮𝗻𝗮 𝗸𝗵𝗶𝗹𝗮𝗻𝗮 𝗔𝗳𝘇𝗮𝗹 𝗮𝗮𝗺𝗮𝗹 𝗵𝗮𝗶𝗻 RASULULLAH ﷺ se sawaal kiya gaya ke kaunsa amal afzal hai? Aap ﷺ ne farmaya tum apne momeen bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao. RASULULLAH ﷺ was asked which is the best deed ? He replied deliver happiness to your Believer Muslim or to recompense his debt, or to feed him food 𝗔𝗹-𝗦𝗶𝗹𝘀𝗶𝗹𝗮-𝘁𝘂𝘀-𝗦𝗮𝗵𝗶𝗵𝗮 - 𝟯𝟲𝟱𝟭

Nabi Kareem ﷺ Ne Saat Chizo Ka Huqm Farmaya

Nabi Kareem ﷺ Ne Saat Chizo Ka Huqm Farmaya

Hume Nabi Kareem ﷺ ne saat chizo ka huqm farmaya tha aur saat hi chizo se mana bhi farmaya tha ( jin cheezon ka huqm farmaya tha un mein ) unhone mariz ki ayadat, janaze ke piche chalne, chinkne wale ka jawab dene, salam ka jawab dene, mazlum ki madad karne, dawat karne walay ( ki dawat ) qubool karne, aur qasam puri karne ka zikar kya .

The Prophet orders us to do seven things and prohibited us from doing seven other things. Then Al-Bara' mentioned the following:-- (1) To pay a visit to the sick (inquiring about his health), (2) to follow funeral processions, (3) to say to a sneezer, May Allah be merciful to you (if he says, Praise be to Allah! ), (4) to return greetings, (5) to help the oppressed, (6) to accept invitations, (7) to help others to fulfill their oaths.

Sahih Bukhari 2445 , Sahih

Comments

Popular posts from this blog

SHAB-E-BARAT KI Haqiqat Quran or hadis Ki Roshani Me

SHAB-E-BARAT AND SHAB-E-QADAR

Jab Koi Roza Rakhe To Na Fehash Kaam Kare Na Behuda Kaam Kare